Aurton Ki Namaz عورتوں کی نماز

Aurton Ki Namaz عورتوں کی نماز

  • Dernière version
  • Pak Appz

Auraton Ki Namaz (عورتوں کی نماز) Ka Tareeka / Tarika - Étape par étape

À propos de cette application

Auraton (Femmes ya Khawateen) Ki Namaz Ka Tareeka / Tarika - Étape par étape

Ye 2 Rakat Namaz e Fajar Aurato'n (Aurato, Femelles ya Khawateen) Ki Namaza Ka Tareeka / Tarika - Étape par étape bataya ja raha ha. Ba'wuzu ho k saaf jagah pe Jaa e Namaz (Musalla) bichaein.

1. Sab se pehlay 2 Rakat Namaz et Fajar ki niyat karein. Ou jis be namaz ka waqt ho us k mutabik Niyat karein.

2. Allah-o-Akbar (Takbir et Tahreema) keh kar apnay dono haath Apnay kaandho'n (épaules) tak uthain. Phir dono haatho'n ko apnay seenay (poitrine) par baandh lain. Haath est tareekay se bandhein k Baaya'n haath (main gauche) neechay ou Daaya'n haath (main droite) upar aey.

3. SANAA parhain - "SUBHANAKA ALLAHUMMA WA BIHAMDIKA WA TABARAKASMUKA WA TA'ALA JADDUKA WA LA ILAHA GHAIRUK"

4. TA'AWUZ parhain - "AOUDHU BILLAHI MINASHAITANIR RAJEEM"

5. TASMIYAH parhain - "BISM-ILLAH HIR RAHMAN IR RAHIM"

6. Sourate Fateha parhain.

AL HAMDU LILLAHE RABBIL AALAMEEN

AR-RAHMAN IR RAHEEM, MALIKE YAWMIDEEN

IYYAAKA NAABUDO WA IYYAAKA NASTAEEN

EHDENAS SIRAATAL MUSTAQEEM

SIRAATAL LAZEENA ANAAMTA ALAYHIM

GHAIRIL MAGHDHOOBE ALAYHIM

WA LADH-DHWAALLEEN AMEEN


7. Phir Quran Paak ki koi si Surah ya Ayaat parhain

8. Phir Allah-o-Akbar keh k rukoo main jana hai. Apnay dono haath apnay ghutno per rakh k ye tasbeeh parhein (3, 5 ya 7 martaba)
« SUBNANA RABBIAL AZEEM »

9. Us ka baad TASMEE yani ye alfaaz kahein.
"SAMI ALLAHU LIMAN HAMIDAH"

10. Phir seedhi khari ho kar, haath dheelay chor k khari ho jaein ou ye Alfaaz adaa karein.
"RABBANA LAKAL HAMD"

11. Phir Allah-o-Akbar kehty huey Sajday main jaein.

12. Sajda main jate howa zameen per pehlay ghutnay rakhein, phir haath rakhein, phir dono hatho'n k darmayan est tarha chehra rakhein k pehlay naak ou phir matha zameen per aey ou hath est tarah rakhe keh ungliyaan Qibla rukh ho. Paon khare nahi rakhein, Sajda karty huey paon sedhi taraf nikaal dein.

13. Sajda main ye Tasbeeh parhein - "SUBHANA RABBIYAL A'ALA" (3, 5 ya 7 martaba)

14. Phir Allah-o-Akbar keh kar beth jaen ou apnay dono pao seedhi side ki taraf nikal dein, dono hath apni raano'n per is tarha rakhein ka ungliyan apas mein juri hui hon.

15. Phir dusra Sajda kareen ou yahe tasbi parhein - "SUBHANA RABBIYAL A'ALA" (3, 5 ya 7 martaba)

16. Phir Allah-o-Akbar kehti hui seedha khari ho jaen.

Phir dusri rakat k liye Étape 4 se Étape 15 tak répéter karein.

Jab dusra Sajda karnay k baad baith jaen ou TASH'HUD parhein.

AT-TAHIYYATU LILLAHI WASSALWAATU WAT-TAYYIBATU AS-SALAMU ALAIKA AYYUHAN NABIYYU WA RAHMATULLAHI WA BARAAKAATUUH ASSALAMU ALAINA WA ALA IBADILLAHIS SALIHEEN ASH-HADU AN LA ILAHA ILLALAHU WA ASH-HADU ANNA MUHAMMADAN ABDUHU WA RASOOLUH

TASH'HUD partey huey jab Ash'hadu An La Ilaah per pohn'chay to Seedhay a ki Shahadat ki ungli ko chor kar baki baaki haath ko MUKKA (Punch) ki tarah band kar lein Shahdadat ki ungli ko thori dair k liya uthaein. Jesy salut MUHAMMADAN ABDO HU WA RASUL'OH parhein ungli nechay kr ungliyaan seedhi kar dein.

17. Phir DUROOD-E-IBRAAHEEMI parhein.

ALLAHUMMA SALLI ALA MUHAMMADIN WA ALA AALI MUHAAMADIN KAAMA SALLAITA ALA IBRAHIMA WA ALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMEEDUN MAJEED.
ALLAHUMMA BAARIK ALA MUHAMMADIN WA ALA AALI MUHAAMADIN KAAMA BARAKTA ALA IBRHIMA WA AALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMEEDUN MAJEED.

18. Phir kohi dua pareen jo Quran ou hadees main ho.

RABBIN JALNI MUQI MASAALATA WA MIN DHUIRIYATI RABBANA WA TAQABUL DUA RABBANAGH FARLI WALIWALIDAIYA WA LIL MUMINNENA YAWMA YAQUMAL HISAAB

19. Is k baad seedhay kandhay (Épaule) ki taraf mu kar parhein - ASSALAMU ALAIKUM WA RAHMATULLAH

20. Phir ultay kandhay (Épaule) ki taraf mu kar parhein - ASSALAMU ALAIKUM WA RAHMATULLAH

Les prières des femmes à la lumière de Hadees
Cet article sera basé sur des hadiths accablants qui établissent du Prophète (que la paix soit sur lui), Sahaba, Tabiyeen et le grand Fuqaha que la prière de la femme est différente à bien des égards de la prière de l'homme.